最新搜索

Tum Nahin Jana - Anu Malik/Udit Narayan.mp3 在线试听

Tum Nahin Jana - Anu Malik/Udit Narayan

作词 : Javed Akhtar

作曲 : Anu Malik

Keh rahi hai

Hey keh rahi hai

Keh rahi hai yeh nasheeli, yeh rangeeli, yeh sajeeli shaam

Keh rahe hai

Haan keh rahe hai yeh nasheele, yeh chalakte, yeh dhalakte jaam

Tum nahin jaana

Tum nahin jaana

Sun lo ae jaana

Tum nahin jaana

Keh rahi hai

Aaj darwaze ke bahar sirf hai mushkil

Mit gaye sab raaste aur khoyi har manzil

Aasteeno mein chupaye zehar ke khanjar

Ghoomte hai, dhoondte hai, tumko hi qatil

Tum nahin jaana

Tum nahin jaana

Sun lo ae jaana

Tum nahin jaana

Keh rahi hai

Janta hoon aaj zehareeli hawayein hai

Janta hoon mere dushman sab dishayein hai

Joh bhi ho lekin mujhe manzil ko paana hai

Main musafir hoon meri bhi kuch adayein hai

Ae haseena

Ae haseena

Ae haseena mehjabeen tu, dilnasheen tu

Dil hai tere naam

Ae haseena main musafir, aunga phir

Aaj hai kuch kaam

Mujhko hai jaana

Mujhko hai jaana

Tum nahin jaana

Tum nahin jaana

Sun lo ae jaana

Tum nahin jaana

00:00 / 00:00
An audio error has occurred.
  1. 1 Tum Nahin Jana Anu Malik/Udit Narayan
歌手:Anu Malik/Udit Narayan