最新搜索

Deewana Dil Deewana - Jatin-Lalit/Amit Kumar.lrc

LRC歌词 下载
[00:00.000] 作词 : Majrooh Sultanpuri
[00:01.000] 作曲 : Jatin Pandit/Lalit Pandit
[01:10.378]Deewana dil deewana
[01:18.904]Deewana tera deewana
[01:27.814]Kab se kare hai tera intezar
[01:32.434]Kab aayegi meri jaan-e-bahar
[01:36.736]Kab se kare hai tera intezar
[01:41.396]Kab aayegi meri jaan-e-bahar
[01:45.572]Ke jitna hi behlaun
[01:49.922]Yeh utna hi machalta hai dil
[01:54.562]Deewana dil deewana
[02:03.793]Deewana tera deewana
[02:34.999]Andaz dikhlati sau-sau tarah ke
[02:40.054]Jalwe lutati hui
[02:44.624]Andaz dikhlati sau-sau tarah ke
[02:49.258]Jalwe lutati hui
[02:53.638]Aati hogi mausam ke saath
[02:58.027]Gulshan khilati hui
[03:02.676]Aa bhi ja ab jaan-e-jaan
[03:11.432]Deewana dil deewana
[03:20.335]Kab se kare hai tera intezar
[03:25.018]Kab aayegi meri jaan-e-bahar
[03:29.376]Ke jitna hi behlaun
[03:33.755]Yeh utna hi machalta hai dil
[04:10.748]Dil se laga karke rakha ab tak
[04:15.645]Resham ka tera rumaal
[04:20.032]Dil se laga karke rakha ab tak
[04:24.629]Resham ka tera rumaal
[04:29.027]Aage kahoon kya jaaneman
[04:33.696]Aa dekh ja mera haal
[04:38.333]Aa bhi ja ab jaan-e-jaan
[04:47.120]Deewana dil deewana
[05:18.538]Toota sitara toh maanga tha rab se
[05:23.689]Tujhko hi jaan-e-wafa
[05:32.328]Toota sitara toh maanga tha rab se
[05:37.276]Tujhko hi jaan-e-wafa
[05:41.867]Joh toot jaye taare tamaam
[05:46.491]Maangu wohi ek dua
[05:51.102]Aa bhi ja ab jaan-e-jaan
[05:59.899]Deewana dil deewana
[06:09.103]Kab se kare hai tera intezar
[06:13.471]Kab aayegi meri jaan-e-bahar
[06:18.104]Kab se kare hai tera intezar
[06:22.726]Kab aayegi meri jaan-e-bahar
[06:27.145]Ke jitna hi behlaun
[06:31.534]Yeh utna hi machalta hai dil
[06:36.400]Deewana dil deewana
[06:45.471]Deewana tera deewana
文本歌词
作词 : Majrooh Sultanpuri
作曲 : Jatin Pandit/Lalit Pandit
Deewana dil deewana
Deewana tera deewana
Kab se kare hai tera intezar
Kab aayegi meri jaan-e-bahar
Kab se kare hai tera intezar
Kab aayegi meri jaan-e-bahar
Ke jitna hi behlaun
Yeh utna hi machalta hai dil
Deewana dil deewana
Deewana tera deewana
Andaz dikhlati sau-sau tarah ke
Jalwe lutati hui
Andaz dikhlati sau-sau tarah ke
Jalwe lutati hui
Aati hogi mausam ke saath
Gulshan khilati hui
Aa bhi ja ab jaan-e-jaan
Deewana dil deewana
Kab se kare hai tera intezar
Kab aayegi meri jaan-e-bahar
Ke jitna hi behlaun
Yeh utna hi machalta hai dil
Dil se laga karke rakha ab tak
Resham ka tera rumaal
Dil se laga karke rakha ab tak
Resham ka tera rumaal
Aage kahoon kya jaaneman
Aa dekh ja mera haal
Aa bhi ja ab jaan-e-jaan
Deewana dil deewana
Toota sitara toh maanga tha rab se
Tujhko hi jaan-e-wafa
Toota sitara toh maanga tha rab se
Tujhko hi jaan-e-wafa
Joh toot jaye taare tamaam
Maangu wohi ek dua
Aa bhi ja ab jaan-e-jaan
Deewana dil deewana
Kab se kare hai tera intezar
Kab aayegi meri jaan-e-bahar
Kab se kare hai tera intezar
Kab aayegi meri jaan-e-bahar
Ke jitna hi behlaun
Yeh utna hi machalta hai dil
Deewana dil deewana
Deewana tera deewana